friendship shayari in hindi friendship shayari in hindi with images
Dosti Imtiehan Nahi Vishwas Mangti
Hai, Nazar Aur Kuch Nahi Dosto Ka
Deedar Mangti Hai, Zindagi Apne
Liye Kuch Bhi Nahi Hai, Par Dosto
Ke Liye Ye Dua Hazar Mangti Hai.
Dosti Shayari In Hindi For Best Friends
Zindagi Ki Raho Me Bahut Se Yar
Milenge, Hum Kya Humse Bhi
Achhe Hazaar Milenge, Un Acchon
Ki Bheed Me Hume Na Bhoola Dena,
Hum Kaha Tumhe Bar Bar Milenge.
Zikar Hua Jab Khuda Ki Rehmaton
Ka, Humne Khud Ko Khushnaseeb
Paya, Tamanna Thi Ek
Pyaare Se Dost Ki, Khuda
Khud Dost Bankar Chala Aaya!
Hum Woh Phool Hain Jo Roz Roz
Nahi Khiltay Yeh Wo Honth
Hain Jo Kabhi Nahin Siltay
Hum Se Bichhro Ge To Ehsaas
Hoga Tumhein Hum Woh Dost
Hain Jo Roz Roz Nahin Miltay.
⇒ I Love You Shayari
⇒ Happy Marriage Anniversary Wishes With Images
⇒ Very Funny Joke In Hindi
